watch sexy videos at nza-vids!

Mere Sarkar-10
by
REHAN KAUSAR
Hadis

-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Nabi (s) ne farmaya
Zindoon ka
apne
murdoon ke
leye
bahtareen hadiya
unke
leye
bakhsish ki
duwa
karna
hai.

(ABU DAWOOD)
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Nabi (s) ne apni 2 ungliyon
ko milakar farmaya:
Main
aur
yatem
ki parwarish
karnewala
Jannat me
in
2 ungli ki tarah
kareb
honge
(Sahi Bukhari)
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Apne maa baap ki kabhi nafarmaani na karna, chahe woh tum ko ghar aur maal wa jaidaad chhodne ka hukm dein. (Musnad-e-Ahmad) Hadees No.21570
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Hadees.
NABI(S.A.W)NE FARMAYA:
ANDHER0n ME MASJID ME CHAL KAR JANE WAL0n KO QAYAMAT KE DIN KAAMIL RAOSHNI KI KHUSH KHABRI DE DO.
Bahawala>TIRMIZI
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Allah ke Rasool farmatein hain MISWAAK Zaroor kiya karo kyunke us se aankhon ki Roshni tez hoti hai. (TABRANI) Hadees No.7709
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
RASULALLAH(SAW) ne farmaya:
Jo
Tavez latkaye
ALLAH us ki murad
puri na kare
aur
jo
ghonda latkaye use
rahat wa sukun
na ata kare
[Musnad Ahemad 4/154]
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
NABI (S) NE FARMAYA:
MOMIN,
TANA DENE WALA,
LANAT KARNE WALA,
BAD-TAMEZ,
AUR
BE-GAIRAT
NAHI HOTA.

( T I R M I Z I )
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Nabi (s) ne farmaya
Jab
aadmi namaaz ke
liye khada hota hai
toh
ALLAH ki rahmat
us ki
taraf
Mutwajjah
ho Jati hai.

(Abu Dawood : 945)
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Hadis

-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Mushkil they jo raaste AASAAN ho gaye*dushman ye dekh kar haeraan ho gaye*aaye jo mere NABI (S) is JAHAAn me*paththar bhi KALMA padh ke musalmaan ho gaye*
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Hadees.
NABI(S.A.W)NE FARMAYA:
ALLAH NE TUM PAR
MAAOn (MOTHERS) KI NAA-FARMAANI KO
HARAAM
QARAAR DIYA HAE.
Bahawala>
BUKHARI 2408
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Jo koi
ALLAH ke liye pasand kare ALLAH ke liye nafrat kare ALLAH ke liye de
ALLAH ke liye le
to
yakinan!
uska emaan
muqamal hai.

(Abu Dawood)
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Nabi (s) ne farmaya
Jo Musebat bhi kisi
Musalman ko
pahonchti hai
ALLAH ise uske gunnah ka kaffara kar deta h.[Bukhari 7/5640].
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
HUZOOR AKRAM (S.A.W) NE FARMAYA: SADQA WA KHAIRAAT SE MAAL MEIN KAMI NAHIN HOTI. (MUSLIM:6592)
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Nabi (s) ne farmaya Tum
apni zarorat
ALLAH
se mango,
is
yaqin ke saath
ke
ALLAH
zaroor
ataa farmaye
ga.
(TIRMIZI :3479)
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Nabi (s) ne farmaya

Mazlum (kamzor)
ki
bad dua se
bacho,
Agar cha
mazlum
kafir
hi
kyun naho.

(Bukhari)
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
RASULALLAH(SAW) NE FRMAYA Jo
shakhs
ye pasand karta hai
ke
woh
ALLAH
aur
uske
Rasool (s)
se Muhabbat kare
pas
woh
QURAAN ki TILAWAT
kare.
[Sahi Aljamia 2342]
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Hadis

-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Allah k Rasool Farmatein hain ALLAH k Bandon me sab se bure woh log hain, jo DOSTON Me judaai dalwaate hain. (Shoabul Imaan) Hadees No.10665
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Rasul SAW ne frmaya:Jo shaks ye chahe k ALLAH TA'ALA Sakhtiyun & Bechainiyun k waqt iski DUA Qubul farmay ise chahiye k Khushhali k zamane m zyada Dua kr.Tirmzi
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Hadees.
KHAANE KE DARMIYAAN ME BARKAT NAAZIL H0TI HAE IS LIYE IS KE KINAAR0n SE KHAO DARMIYAAN SE MAT KHA0.
bahawala>TIRMIZI
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Hadees.
NABI(S.A.W)NE FARMAYA>
JO SHAKHS HAQ PAR
HONE KE BAWAJ00D JHAGDA NAHI KARTA
ALLAH USKE LIYE JANNAT ME A'ALA GHAR BANATA HAE.
Bahawala>
ABU DAW00D 2/305
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Hadees.
NABI (S.A.W) NE FARMAYA>
ALLAH KI IN 2 NE'AMAT0n
(TANDURUSTI) AUR
(FURSAT) SE AKSAR L0G DHOKA KHAATE HAEn.
Bahawala>BUKHARI
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
HUZOOR -E- AKRAM (S.A.W) KA IRSHAAD HAI: TUM APNI JAAN, AULAAD, KHADIM AUR MAAL KE HAQ MEIN KABHI BHI BARBADI KI BAD DUA NA KIYA KARO. (ABU DAWOOD:1532)
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-
Nabi (s) ne farmaya:
Jo
shaks haq par
hone ke
bawujod
jhagdaa nahi karta
Allah us ke liye
jannat mein
aala ghar banata
hai.
(Abu Dawood 2/305)
-=(S.D)=-
-=*(Rehan Kausar)*=-
-=(S.D)=-